9/16/15

Santa and banta again Latest jokes collection

Santa and banta again Latest jokes collection

Best Collection – Santa Banta Jokes **************************************** Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha Banta aaya aur fataak se juice pee gaya. Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta fail ho gaya, biwi dost ke saath bhag gayi, ghar me chori ho gayi, nalke me paani nahi, ghar me light nahi. Aab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha aur wo bhi tu pee gaya saale! **************************************** Santa : Tumhari biwi ka kya naam hai? Banta : Google Kaur. Santa : Ye kaisa naam hai? Banta : Yaar mein jaha bhi hota hoon, wo mujhe dhoondh hi leti hai! **************************************** Santa : Mujhe mobile me MP3 songs dalwane hai. Mobile Shop Wala : Memory card hai kya? Santa : Nahi memory card nahi hai, RASAN CARD chalega? **************************************** Wife to Santa : “You don’t love me at all” Santa points towards their five children and says “Do you think I donwloaded them from google” **************************************** Santa in Action **************************************** Santa class me haans raha tha, Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum? Santa : Tum kaun ho? Ladka : Mein monitor hu Santa : Te phir mein CPU hu!!! **************************************** Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…?? Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai. Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!! **************************************** Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai… Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi???? Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi **************************************** Santa: Yaar jaldi jao tumare ghar me samundar ka pani ghus gaya hai Banta: Kyun jhoot bolte ho Ghar ki chabi to mere paas hai **************************************** Santa Banta Jokes in Hindi Santa reeee Joke ek bus accident hua banta:haye mera paoon santa :chilla kyun raha hai dekh vo mar gaya hai phirbhi chup-chap leta hai Santa Banta · A to hona hi tha Santa: Yaar sunna hai ke teri Bibi ghar chor ka bhag gai? or tuna ak larki ko sadi karli---- Isa ab Tera kya kehna hy? . . Banta: Bas yaar kya kaho 'A to hona hi tha' Santa Banta Santa: Yaar sunna hai ke teri Bibi ghar chor ka bhag gai? or tuna ak larki ko sadi karli---- Isa ab Tera kya kehna hy? . . Banta: Bas yaar kya kaho “A to hona hi tha ” Santa Banta A to hona hi tha Santa: Yaar sunna hai ke teri Bibi ghar chor ka bhag gai? or tuna ak larki ko sadi karli---- Isa ab Tera kya kehna hy? . . Banta: Bas yaar kya kaho “A to hona hi tha” Santa Banta Papa Joke Santa: Yaar Tumne college Ana Q Chhor Diya? Banta: Yaar Actually Mere papa Kehta hai Ke ak Jagah Bar Bar Jane Se Izzat Kam Ho Jati Hai Santa and Banta Again **************************************** Santa ko rota dekhkar Banta ne pucha kya hua? Santa : Meine 2 ton ka AC kharida, ghar aakar tola to sir 35 kilo ka nikla! **************************************** Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake na kehna ki meine nakal karai hai. Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha, kutte ne seat se hilne bhi nahi diya! **************************************** Banta : What is the similarity between marriage and 11:59 pm? Santa : Dono ke baad 12 bajte hai aur din badal jate hai! ****************************************